In ankonko ashiq song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R. K. Mehta. This song was released on 01 Jan 2018.
Bas yahi tamana
Hain meri
Dil rakh doon
Tere hatho mein
Wo chij hi bani
Hai lakho mein
Jo nasha hain
Teri aankho mein
In aankho ko aashiq
Sharab kahe to
In aankho ko aashiq
Sharab kahe to
Tere galo ko khilta
Gulab kahe to
Agar aawara nikama
Janab kahe to
Agar aawara nikama
Janab kahe to
Hum jo aashiq ko
Khana kharab kahe to
In aankho ko aashiq
Sharab kahe to


Meri raato mein tu
Meri baato mein tu
Meri neendo mein tu
Meri aankho mein tu
Meri raato mein tu
Meri baato mein tu
Meri neendo mein tu
Meri aankho mein tu
Meri har dhadkan
Mein hain tu
Hai meri sanso
Mein hain tu
Tujhe pani
Tujhe apni jawani ka
Khawab kahe to


Tujhe apni jawani ka
Khawab kahe to
Tere galo ko khilta
Gulab kahe to
Agar aawara nikama
Janab kahe to


Tere jaise kai hum
Pe marte rahe
Aahe bharte rahe
Pav padte rahe
Tere jaise kai hum
Pe marte rahe
Aahe bharte rahe
Pav padte rahe
Ishq mein jalte rahe
Vo naz hum karte rahe
Besharam besharam
Behaya benakab kahe to
Besharam behaya
Benakab kahe to
Hum jo aashiq ko
Khana kharab kahe to
In aankho ko aashiq
Sharab kahe to


Ishq karo to rab se karo
Dil ko laga allah se laga
Ye to ishq dikhava hain
Sache ishq se mile khuda
Arey sache
Ishq se mile khuda
Ek malang kya ishq ko jane
Arey ek malang
Kya ishq ko jane
Himmat hai to kar ke dikha
Majnu ranjhe ya farhad
Jaisa aashiq banke dikha
Malang chavani wala chhatri
Khol ke  dega rang dikha
Majnu ranjhe bhul jayegi
Karegi tauba tauba
Arey karegi phir
Tauba tauba


Allah allah karta phirega
Hey allah allah karta phirega
Jab dekhega jalwa mera
Dal meri aankho mein aake
Tujhko dungi khuda se mila
Khuda se tu milayegi
Teri aukat hain kya
Tu dongi hai pharebi
Hai teri bhi jat hai kya


Agar teri jawani mein
Phkiri rang bhar doon main
Ibadadt umar bhar ki
Ek nazar mein
Band kar doon main
Tu jis pe naz karti hain
Ye do din ki jawani hain
Arey bhudhe arey khusat
Jawani phir jawani hain
Main chaknachur kar
Dunga na lena mujhse takkar
Masalkar phenk
Dungi main arey
Pakad ghamchakar
Ye raka shaka dharma
Karma hain sab mujhse darte
Tere ye daku saku
Sare mera pani bharte
Tu itni akad dikhati hain
Pulis ko main bulvau
Tere sab pulis walo ko
Ghol ke main pee jau
Main pal bhar mein utarunga
Jo masti hain chadhi tujhko
Bata doon kya hoon main moka
Mila jo do ghadi mujhko
Main is moke se pehle hi
Main is moke se pehle hi
Laga doon hathkadi tujhko
Laga doon hathkadi tujhko
Laga doon hathkadi tujhko.