Humdam se gaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kalpana Pictures. This song was released on 13 Oct 1960.
Hum dum se gaye humdum ke liye
Hum dum ki kasam humdum na mila
Hum dum se gaye humdum ke liye
Hum dum ki kasam humdum na mila
Dum se gaye


Fir bhi kah ja tu apna afsana
Sathi mil jayega na ruk jana
Fir bhi kah ja tu apna afsana
Sathi mil jayega na ruk jana
O dil teri khili abhi to nahi kali
Abhi wo mausam na mila
Hum dum ki kasam humdum na mila
Dum se gaye


Aye dil chamka tu apne dago ko
Roshan kiye ja bujhe chirago ko
Aye dil chamka tu apne dago ko
Roshan kiye ja bujhe chirago ko
Tu gaye ja meri ja ye dunia hai yaha
Kisi ko marhum na mila
Hum dum ki kasam humdum na mila
Dum se gaye


Moti na mile to ashk bharna hai
Daman bharna teri tamanna hai
Moti na mile to ashk bharna hai
Daman bharna teri tamanna hai
To pyare tujhe khushi agar nahi mili
To gum kuch kam na mila
Hum dum se gaye humdum ke liye
Hum dum ki kasam humdum na mila
Dum se gaye.