Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics - Qurbani | Jagdeep | Aruna Irani | Shakti Kapoor | Anand Kumar C | Kanchan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hum tumhe chahte hain aise song is from Qurbani (1980) and it is sung by Anand Kumar C, Kanchan and Manhar Udhas.It stars Jagdeep, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Vinod Khanna in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Feroz Khan. This song was released on 20 Jun 1980.
Lyrics
Naseeb insan ka naseeb insaan ka
Naseeb insaan ka chahat se hi sanwarta hai
Kya bura ismein kisi par jo koi marta hai
Hum tumhe chahte hain aise
Marne wala koi..
Marne wala koi zindagi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hain aise
Rooth jao agar tum to kya ho
Rooth jao agar tum to kya ho
Pal mein aise lage
Pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho
Hum tumhe chahte hain aise
Marne wala koi..
Marne wala koi zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chahte hain aise
Zindagi bin tumhare adhoori
Zindagi bin tumhare adhoori
Tumko pa loon agar..
Tumko pa loon agar har kami meri ho jaaye poori
Zindagi bin tumhare adhoori
Le chalenge tumhe hum wahan par
Le chalenge tumhe hum wahan par
Tanhaai sanam..
Tanhaai sanam shehnai ban jaaye jahan par
Hum tumhe chahte hain aise
Hum tumhe chahte hain aise
Marne wala koi..
Marne wala koi zindagi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hain aise
Female version:
Zara poochho to mera irada
Zara poochho to mera irada
Mujhe kis-se hai pyar
Mera dil ka hai kaun shehzada
Zara poochho to mera irada
Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Woh khuda to nahin
Par zamane mein sabse juda hai
Mere khwaabon mein jo saj raha hai