Hum To Chale Pardes Hum Pardesi Ho Gaye Lyrics - Sargam | Rishi Kapoor | Jayapradha | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hum to chale pardes hum pardesi ho gaye song is from Sargam (1979) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Rishi Kapoor and Jayapradha in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by N. N. Sippy. This song was released on 08 Jan 1979.
Lyrics
ho rama ho, ho rama ho
hum to chale pardes
hum pardesi ho gaye
hum to chale pardes
hum pardesi ho gaye
chhuta apna desh
hum pardesi ho gaye
hum to chale pardes, hum pardesi ho gaye
chhuta apna desh, hum pardesi ho gaye
ye galiya path panghat ye mandir
barso purana, barso purana
ye galiya path panghat ye mandir
barso purana
kal tak ye sab apna tha
ab lagta hai begana
badla jag ne bhesh
badla jag ne bhesh
hum pardesi ho gaye
chhuta apna desh
hum pardesi ho gaye
aye panchee
aye panchee hum kismat ke maro ko
bhool na jana, bhool na jana
aate jate kher khabar
sab logo ki de jana
le jana sandesh, le jana sandesh
hum pardesi ho gaye
chhuta apna desh
hum pardesi ho gaye
ho rama ho, ho rama ho, rama ho
rama ho, rama ho, rama ho