Hum pe daya rakhna he data song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Devendra Goel. This song was released on 01 Jan 1953.
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna
or kisi se aas kare kya or kisi se aas kare kya
jag jutha nata he data jag jutha nata he daata
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna

tum na hote jag na hota bikhre moti kon pirota
jiw bechara tum bin jaise jiw bechara tum bin jaise
baalak bin mata he data baalak bin mata he daata
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna

suraj me ye chamak na hoti chand me shital megh na ghirte
jal na barasta megh na ghirte jal na barasta
beej na ug pata he data beej na ug pata he daata
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna

tum parbhu ek dasan ki sunlo choti si ek vinti
siwa tumhare kisi ke aage siwa tumhare kisi ke aage
jhuke na ye matha he data jhuke na ye matha he daata
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna