Hum hain aaj ke angaarey song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vinod K. Verma. This song was released on 01 Jan 2018.
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare
Jhulm hum sahe nahi
Jhulm hum kare nahi
Jhulm se dare nahi
Maane kabhi haar na


Jhulm hum sahe nahi
Jhulm hum kare nahi
Jhulm se dare nahi
Maane kabhi haar na
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare


Li hai kasam jo nibhayenge
Jhum se ladke jaayenge
Maut bhi aaye to hum na ghabhrayenge
Himmat kabhi na haarenge
Kismat apni sawarenge
Jaan pe khel kar manzil apni paayenge
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare


Pyaar ke dilo mein jagayenge
Dil na kisi ka dukhayenge
Par hame chhede jo
Wo na bachke na ja paayenga


Kuch paapi insaan hai
Paiso par kurbaan hai
Pyaar mein dam hai kyaa
Unko batlayenge
Hum hain aaj ke angaarey angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare hamaare


Dekho apna desh hai
Ek apna dharm hai
Lahu ki ravaani
Us vatan ke phool hai
Us vatan ke laal hai
Is vatan ke dushmano se
Haar nahi maani


Jhulm hum sahe nahi
Jhulm hum kare nahi
Jhulm se dare nahi
Maane kabhi haar na
Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare hamaare


Hum hain aaj ke angaarey
Pyaar ke raastey hamaare


Aaj ke angaarey
Aaj ke angaarey
Aaj ke angaarey.