Hum bachche hanste song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vinod K. Verma. This song was released on 01 Jan 2018.
Hum bache haste hasate
Hai hum sabka dil bahlate hai
Hum kon hai abhi batate
Hai apni tarif sunate hai
Hum bache haste hasate
Hai hum sabka dil bahlate hai
Hum kon hai abhi batate hai
Apni tarif sunate hai


Ye alok main rajan hoon
Dekh raho ho rath se kyu
Ye dubla main mota kyu
Kyuki apne uncle the
Lowal hard di lowal hard di
Hum bache haste hasate
Hai hum sabka dil bahlate hai
Hum kon hai abhi batate hai
Apni tarif sunate hai


Main hoon akbar main hoon
Akbar ba adab ba mulahija
Hoshiyar main hoon akbar
Main hoon akbar magar
Main mugle aajam nahi
Mera naam mera naam
Mera naam yaha akbar
Mai hu akbar mai hu akbar
Magar mai mugle aajam nahi


Mohan mustafa rohni
Mohan mustafa rohni
Hum hai tin bade rangin
Chahe jiski ki baja de bin
Apne bade hai bhai tin
Amar akbak anthani
Mohan mustafa rohni
Mohan mustafa rohni


Sadi sone panjab vich
Hoya si ek gayak jogi
Mai ramta par jogi nahi
Ramta hu main bas ramta hoon
Ramta hu main bas ramta hoon
Hum bache haste hasate hai
Hum sabka dil bahlate hai
Hum kon hai abhi batate hai
Apni tarif sunate hai


Sima sima main sima daddy
Mummy par kar gaye
The jab pyar ki sima tab tha
Mera janam huya isiliye main sima


Ek pahli ka jawab hai
Mera naam janab
Har mandir mein gayi jati
Adalato mein payi jati
Uski kasam hai khayi
Jati bolo pahchana
Main hoon geeta mani hoon geeta
Main hoon geeta main hoon geeta
Mera naam bada aasan
Jane sara hindustan
Desh ke sare pyare pyare pyare ke
Pyari pyari pyari ka naam
Desh ke sare pyare pyare pyare ke
Pyari pyari pyari ka
Naam soniya mera naam
Soniya mera naam soniya
Mera naam soniya mera naam


Simth yaar kaha hai
Main yaha hoon madam
Itni let main kya karti
Ghar se nikali baris mein
Chali school ki taraf chali
Bhige rashte fisalan thi main
Ek kadam aage badti
Ha ha ha ha to mere
Kadam fisal jate
Main char kadam pichhe jati
Phir school kaise pahochi
Maine ghar ki tarf muh mod liya
Aur yu hi fislte chalti rahi
Yu fislte girte sambhlte
Pahuch hi gayi main school
Hum bache haste hasate hai
Hum sabka dil bahlate hai
Hum bache haste hasate hai
Hum sabka dil bahlate hai.