Khatak karega bhangra song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1998.
Katak karega tu bhangra karega
Tu disco dance karega tu
Katak karega tu bhangra karega
Tu disco dance karega tu
Dhin tak dhin tak tabla bajega
Dhin tak dhin tak tabla bajega
Ulta ho ke nachega tu
Katak karega tu samjha


Pahali mai samjhi
Thi mai tujhko diwana
Rama ho rama ye maine na jana
Aurat ko samjha hai isne khilona
Ek din padega tujhko to rona
Ho mere dulhe raja
Ho mere dulhe raja
Fas gaya tu
Ui amma ui amma karega tu
Katak karega tu samjha


Aurat nahi koi najuk si titli
Aaj girayegi tujhpe ye bijali
Aurat ki shakti ko samjha nahi agar
Utrega ye chehra
Ye nathani yahi par
Utrega ye chehra
Ye nathani yahi par
O mere raja fas gaya tu
Ui amma ui amma karega tu
Katak karega tu bhangra karega
Tu disco dance karega tu
Dhin tak dhin tak tabla bajega
Dhin tak dhin tak tabla bajega
Ulta ho ke nachega tu
Katak karega tu samjhe bachu.