Jholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaHoke mayus tere dar se sawali na gayaNa gaya, na gayaJholiyan bhar gayin haan haanJholiyan bhar gayin haan haanJholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaJholiyan bhar gayin, bhar gayinJholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaKhali na gaya, khali na gayaJholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaJholiyan bhar gayinTere darbaar mein jo bhi pareshan hoke aayeHaan haan pareshan hoke aayeDuayein de ke jaaye aur muradein leke jaayeHaan haan muradein leke jaayeTu rehmat ka farishta haiTu ujde ghar basayeTu roohon ka maseeha haiTu har gham ko mitaayeEhal-e-dil, ehal-e-mohabbat pe inayat hai teriToone doobon ko ubhara haiYeh shoharat hai teriAnokhi shaan teri, niraali aan teriAahe anokhi shaan teri, niraali aan teriTu masti ka kazana, tera har dil deewanaTu masti ka kazana, tera har dil deewanaTu mehboob-e-Khuda haiTu har gham ki dawaa haiTabhi to sab kehte hain
Kehte hain, kehte hainHoke mayus tere dar se sawali na gayaHoke mayus tere dar se sawali na gayaJholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaJholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaJholiyan bhar gayinJamal-e-yaar dekha hai, jamal-e-yaar dekhaAahe jamal-e-yaar dekha haiRukh-e-dildar dekha hai, rukh-e-dildar dekhaAahe rukh-e-dildar dekhaKisika naazni jalwa sar-e-darbar dekhaTamannaon ke sehra mein hasin gulzar dekhaAaha hasin gulzar dekhaHaan jabse dekha hai tujheDil ka ajab aalam haiJaan-o-iman bhi agar nazra karoon to kam haiTha jo sun-ne mein aaya, tujhe waisa hi payaTha jo sun-ne mein aaya, tujhe waisa hi payaTu armanon ka sahil, tu ummeedon ki manzil Tu armanon ka sahil, tu ummeedon ki manzil Tu har bigdi banaaye, tu bichhdon ko milaayeTabhi to sab kehte hainKehte hain, kehte hainHoke mayus tere dar se sawali na gayaJholiyan bhar gayin, aji haanJholiyan bhar gayin sabki koi khali na gayaJholiyan bhar gayin