LyricsTashan

Laila Majnu Do Badan Ek Jaan The Lyrics - Laila Majnu | Murad | Kamal Kapoor | Iftekhar | Preeti Sagar | Anuradha Paudwal

in Movies

Watch the Video

Song Information

Laila majnu do badan ek jaan the song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nand Mirani, Ram B C, Seeroo Daryanani. This song was released on 01 Jan 1976.

Lyrics

laila majnu do badan ek jan the ek jan the
jajaba e ishk o wafa ki shan the
jajaba e ishk o wafa ki shan the
jajaba e ishk o wafa ki shan the shan the
laila majnu do badan ek jan the ek jan the

do kabile aamri or sardari jinme thi kuch to purani dusmani
un kabilo ki thi ye noor e njar jinke dil me kar liya ulfat ne ghar
or ye ulfat ibadat ban gayi dukh meri mansa kudrat ban gayi
maksad unka tauba ye ulfat bana ulfat bana ulfat bana
jalwa e rukh did ki jannat bana
jalwa e rukh did ki jannat bana jannat bana
laila majnu do badan ek jan the ek jan the

ek din maktabi mulla ne kaha sab likho takhti me nam allah ka
sabne likha majnu hi magar laila laila likh raha tha bekhabar
laila laila likh raha tha bekhabar aisi ek fariyad aa utha ko
kaise kahta khush or ilah ka usne majnu ko saja e sakht di
har saja ki dard laila par ladi har saja ki dard laila par ladi
maulwi khafa ye manjar dekh ke aap sharmida ho gaya is bhul par
pyar masumo ka ruswa ho gaya ja baja dono ka charcha ho gaya

jab suna laila ke walid ne ye hal sharam aayi or hua behad malal
usne laila se kaha martab na jaye
ghar ki chokhat se bahar kadam na laye
ek din bekar pahre ho gaye laila or majnu achanak kho gaye
dono sardaro ke waisihat chh gayi mayan se talwar bahar aa gayi
par jo gujre ek nahkmi sitan se
dekhte hi rah gaye hairan se hairan se
laila majnu khel me masrukh the laila majnu khel me masrukh the
galid majnu ne dekha gaur se or kaha laila ke walid se huzur
inke khelne ke din khelne do inke khelne ke din khelne do

tahas me laila ke walid ne kaha kal ik yahi khel ek bada ban jayega
bad dua hoga gharano ke liye shram ho ga khandabno ke liye
ye gaddar khich kar laila ka hathle gaya is tarah usko apne sath
le gaya is tarah usko apne sath phir na koi dekhne aaya unhe
dekh na paya unhe jane kis basti me thahraya unhe
jane kis basti me thahraya unhe jane kis basti me thahraya unhe

Related Songs

More songs from Laila Majnu (1976)
More songs of Murad
More songs of Kamal Kapoor
More songs of Iftekhar
More songs of Preeti Sagar
More songs of Anuradha Paudwal