Hare Rama Hare Krishna Lyrics - Imaan Beimaan | Prem Chopra | Kiran Kumar | Arun Govil | Alka Yagnik | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hare rama hare krishna song is from Imaan Beimaan (1997) and it is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan.It stars Prem Chopra, Kiran kumar, Arun Govil, Abhishek Kapoor in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Rajesh Roshan. It is produced by Vinod Dewan. This song was released on 01 Jan 1997.
Lyrics
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Dhavali bachhiya kapila gaay
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Jo ishwar kan kan mein samaya
Wahin krishna ke roop mein aaya
Ho jo ishwar kan kan mein samaya
Wahin krishna ke roop mein aaya
Kaisa viraat ne roop dikhaya
Shyaam hai bhram to raadhe kaaya
Khud bhi naache jag ko nachaye
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Teen lok ko jo rachta hai
Nar leela karta phirta hai
Shyaam ki batiyaan radha jaane
Mann maage maakhan ke bahane
Shyaam ki radha radha ka shyaam
Har koi bole radhe shyaam
Ek hai dono alag hai naam
Shyaam mein radhey
Radhey mein shyaam
Boond se jo saagar ka rishta
Jeev se jo ishwar ka rishta
Boond se jo saagar ka rishta
Jeev se jo ishwar ka rishta
Sab rishton se jo paawan hai
Woh radha girdhar ka rishta
Maiyyan yashoda tujhko manaaye
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Dhavali bachhiya kapila gaay
Doodh peeo govinda raay
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare rama hare krishna
Krishna krishna hare hare.