Aankhon mein chanda song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vinod Dewan. This song was released on 01 Jan 1997.
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana


Mama yeh tera hai tera deewana
Mama yeh tera hai tera deewana
Chalo chale khele wahin khel purana


Jaise ki chanda sitaron mein ek hain
Mama humaara hazaron mein ek hain
Jaise ki chanda sitaron mein ek hain
Mama humaara hazaron mein ek hain
Duniya meri tu mera khazana
Duniya meri tu mera khazana
Pyaar mujhe sara hai tujhpe lutana
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana


Chal teri gudiya ki shaadi kara doon
Pyaara sa dulha raja main laa doon
Chal teri gudiya ki shaadi kara doon
Pyaara sa dulha raja main laa doon
Jab gudiya ho pardesh rawaana
Jab gudiya ho pardesh rawaana
Tu apni gudiya ko bhul na jaana
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Aankhon mein chanda
Chanda hai mama
Iska mera rishta hai
Koi rishta puraana


Mama yeh tera hai tera deewana
Mama yeh tera hai tera deewana
Chalo chale khele wahin khel purana.