dulhan chali, o pahan chalidulhan chali, o pahan chali, tin rang ki cholibaho me laharaye gnaga jamuna, dekh ke duniya dolidulhan chali, o pahan chali tin rang ki cholita mahal jaisi taza hai suratchalti phirti ajanta ki muratmel milap ki mehnadi rachayebalidano ki rangoli dulhan chali, o pahan chali tin rang ki cholimukh chamake jyo himalaya ki chotiho na padosi ki niyat khotio ghar valo zara isko sambhaloye to hai badi bholidulhan chali, o pahan chali tin rang ki choli
aur sajegi abhi aur sanwaregichadhati umariya hai aur nikharegiapni azadi ki dulhaniya, bees ke upar holidulhan chali, o pahan chali tin rang ki cholidesh prem hi azadi ki dulhaniya ka var haiis alabeli dulhan ka sindur suhag amar haimata hai kasturba jaisi babul gandhi jaisechacha jiske nehru shastri dare na dushman kaisedare na dushman kaise vir shivaji jaise virenlakshmi bai bahna lakshman jis ke bodh bhagat singhuska phir kya kahnajiske liye javan baha sakte hai khun ki gangaage pichhe tino sena le ke chale tirangasena chalti hai le ke tiranga ho koi ham prant ke vasi ho koi bhi bhasha-bhashisabse pahle hai bharatvasi sabse pahle hai bharatvasi