Dub Dub Lyrics - Ek Main Ek Tum | Vishwajeet Pradhan | Rana Jung Bahadur | Chahat Khanna | Shreya Ghoshal | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dub dub song is from Ek Main Ek Tum (2010) and it is sung by Shreya Ghoshal and Udit Narayan.It stars Vishwajeet Pradhan, Rana Jung Bahadur, Chahat Khanna, Kiran Bhatia in leading roles. This song is penned by Ravi Chopra and composed by Bali Brahmbhatt. It is produced by Deepak Bengani. This song was released on 01 Dec 2010.
Lyrics
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai
Dub dub du du dub dub
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai
Dub dub du du dub dub
Gaati hain jab hawaye chhati hain ghataye
Gaati hain jab hawaye chhati hain ghataye
Kya mere jaisa tera mann bhi machalta hai
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Mere dil ke pas aake khud sun le sathiya
Mere dil ke pas aake khud sun le sathiya
Dil banke meri jan me tu hi to dhadakta hai
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Jab manchali fizaye khushbu me nahaye
Jab manchali fizaye khushbu me nahaye
Han tere jaisa mera mann bhi machalta hai
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Mere dil ke pas aake khud sun le sathiya
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Jane yeh kaisa pyar hai
Pal pal dil bekarar hai
Sanse teri sanso me ghuli
Chhane lagi mujhpe bekhudi
Janewafa itna bata hai ishk me kaisa nasha
Kya mere jaisa tera mann bhi behkta hai
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Dil pe kabu nahi mera
Jabse yeh ho gaya tera
Halka halka khumar hai
Janam kya yeh hi pyar hai
Kya ho gaya mujhe kya pata
Tu hi zara chhu kar bata
Kya mere jaisa tera tann bhi sulaghta hai
Dub dub du du dub dub
Dub dub du du dub dub
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Mere dil ke pas aake khud sun le sathiya
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Mere dil ke pas aake khud sun le sathiya.