Humsafar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Eyefaa Studio, Pradeep K Sharma, V. Nazareth. This song was released on 14 Nov 2016.
Humsafar ye tadap hai pyar ki
Har kadam zindagi pukaarti mujhse
Ab tumhare bina raha jaaye na
Humsafar ye tadap hai pyar ki


Main nadi hoon pyaas ki
Abra tu hai pyar ka
Main nadi hoon pyaas ki
Abra tu hai pyar ka
Ban ke tu sailaab aa
Ishq ke khumaar ka
Yahan wahan dhundh teri nishaan
Tu hai jahaan mujhko bhi mil jaa wahaan
Humsafar ye tadap hai pyar ki


Aa jara badan tera
Odh loon badan pe main
Aa jara badan tera
Odh loon badan pe main
Phir kabhi jaloon nahi
Hizra ki agan mein main
Roti rahi rukta hai ab ye ziya
Baahon mein mujhko tu bhar le piya
Humsafar ye tadap hai pyar ke
Har kadam zindagi pukaarti mujhse
Ab tumhare bina raha jaaye na
Humsafar ye tadap hai pyar ki.