Dooriyaan dooriyaan sab mita do song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raj Baweja, G.H. Navani. This song was released on 28 Feb 1980.
Dooriyaan dooriyaan sab mita do
Mann mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do
Jane ki bat ab na karo
Jane ki bat ab na karo


Dooriyaan sab mita do
Mann mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do
Mann mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do


Tum zara bhigo ham zara bhige
Rim jhim gati phuharo mein
Na tum bolo na ham bole
Bat ho bas yu isharo mein
Aaj ki rat tum na daro
Jane ki bat ab na karo
Dooriyaan sab mita do
Man mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do
Mann mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do


Meri zulfe mera aanchal
Sab kuch hai piya tere liye
Teri bahe teri nigahe
Sab kuch hai piya mere liye
Aaj ki rat na aahe bharo
Jane ki bat ab na karo
Dooriyaan sab mita do
Mann mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do
Jane ki bat ab na karo
Jane ki bat ab na karo
Duriya sab mita do


Man mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do
Mann mein lagi jo agan
Wo sajan tum bujha do.