Dil Deewana Dil Mastana Mane Na Lyrics - Murad | Jagdeep | Rajendra Kumar | Lata Mangeshkar | Talat Mehmood
1956
Lyrics
Lagi bujhana bura zamana jaane na
Soona sona pehlu hai dlidar kahan
Bheegi bheegi raaton ka woh pyar kahan
Soona sona pehlu hai dlidar kahan
Bheegi bheegi raaton ka woh pyar kahan
Dil deewana dil mastana mane na
Lagi bujhana bura zamana jaane na
Soona sona pehlu hai dlidar kahan
Bheegi bheegi raaton ka woh pyar kahan
Lagi bujhana bura zamana jaane na
Soona sona pehlu hai dlidar kahan
Bheegi bheegi raaton ka woh pyar kahan
Raste pe teri meri pehli mulakat huyi
Ankhiyon se ankhiyon se woh jo ek baat huyi
Raste pe teri meri pehli mulakat huyi
Ankhiyon se ankhiyon se woh jo ek baat huyi
Ho usi meethi baat pe yeh dil abaad hai
Usi meethi baat pe yeh dil abaad hai
Ankhiyon se ankhiyon se woh jo ek baat huyi
Raste pe teri meri pehli mulakat huyi
Ankhiyon se ankhiyon se woh jo ek baat huyi
Ho usi meethi baat pe yeh dil abaad hai
Usi meethi baat pe yeh dil abaad hai
Pyar ka jo dukh uthaya apna hi kusoor hai
Tera koyi dosh nahi, dil majboor hai
Pyar ka jo dukh uthaya apna hi kusoor hai
Tera koyi dosh nahi, dil majboor hai
Ho apna jahan to apne hathon barbaad hai
Apna jahan to apne hathon barbaad hai