Dharti ki sulagti chhati ke song is from and it is sung by .It stars Shashi Kapoor, Mala Sinha and Rehman in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B R Chopra. This song was released on 27 Dec 1961.
ma dharti ki sulaghati chati ke
bechain sarare puchte hai
tum log jinhe apna na sake
vo phul ke dhare puchte hai
sadko ki juban chilati hai
sagar ke kinare puchte hai

ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara
rah rah ke vatan ko kaun bataye
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara

ye jalte huye ghar kiske hai
ye kat te huye tan kiske hai
taksin ke andhe toofan me
lut te huye gushan kiske hai
badbakt fizaye kiski hai
badbakt fizaye kiski hai
barbad nashe man kiske hai
kuch ham bhi sune hamko bhi suna
kuch ham bhi sune hamko bhi suna
rah rah ke vatan ko kon bataye
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara

kis kam ke hai ye dhin dharam
jo sharm ke dhaman chak kare
kis tarah ke hai ye desh bhakt
jo baste gharo ko khak kare
ye ruhe kaisi ruhe hai ye ruhe kaisi ruhe hai
jo dharti ko napak kare
ankhe to utha nazre to mila
ankhe to utha nazre to mila
rah rah ke mulk ko kon bataye
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara

jis ram ke naam pe khun bahe
us ram ki izzat kya hogi
jis din ke hatho laaz lute
us din ki kimat kya hogi
insaan ki is zillat se pare
insaan ki is zillat se pare
saitan ki zillat kya hogi
ye vedh hata kuran utha
ye vedh hata kuran utha
rah rah ke mulk ko kon bataye
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara
ye kiska lahu hai kaun mara