Dekho Idhar Bhi Lyrics - Imtihaan | Tanuja | Vinod Khanna | Bindu | Asha Bhosle | Usha Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dekho idhar bhi song is from Imtihaan (1974) and it is sung by Asha Bhosle and Usha Mangeshkar.It stars Tanuja, Vinod Khanna and Bindu in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by B A Chandiramani. This song was released on 01 Jan 1974.
Lyrics
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Man me base ho jo pritam
To nain mile ya na mile
Man me base ho jo pritam
To nain mile ya na mile
Dil jab dekar liya gum ko
Mile ya na mile
Jab se lagi tumse lagan
Hal yahi hai jane jigar
Jab jab tarse hum
Rahe rahe dil ko tham kar
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Le na jaye kahi meri jindagi
Darde dil se teri berukhi
Le na jaye kahi meri jindagi
Darde dil se teri berukhi
Ho piya ka dard anmol
Isko na jindagi se tol
Ho piya ka dard anmol
Isko na jindagi se tol
Than gaye hum sun
Sun ke tane jamane bhar ke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Pyase pade hai hum teri ek najar ke
Par jo sawriya ki hai pujaran
Unki diwani kuch mange
Jo man ko chah karke
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna
Dekho idhar bhi jane tamanna.