Daal mein kuchh kala hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya
Roop mera mata wala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya
Kal raat mai soyi thi apni chhat ke upar
Kal raat mai soyi thi apni chhat ke upar
Daka ghar mein dala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya


Patli kamar thi baali umar thi
Na jaane kiski mujh pe nazar thi
Patli kamar thi baali umar thi
Na jaane kiski mujh pe nazar thi
Kis pe karu shak kisko fasau
Kya naam batau main mar gayi
Padosi bhola bhala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya


Deta hia chor ko jake shabashi
Leta hai mere ghar ki talaashi
Arey deta hia chor ko jake shabashi
Leta hai mere ghar ki talaashi
Baate banaye thane bulaye
Naina ladaye main darr gayi
Daroga dil ka kala hai daiya re daiya
Roop mera mata wala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya.