Ciao ciao bambiyaana ishq hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amar Kumar, Rajinder Singh Bedi. This song was released on 01 Jan 2018.
Ciao ciao bambiyaana
Ishq hai marz puraana
Dil ki dafli pe sab hi
Gaate hain yehi taraana
Ciao ciao bambiyaana
Ishq hai marz puraana
Dil ki dafli pe sab hi
Gaate hain yehi taraana
Ciao ciao bambiyaana


Hamne jahaan bhi dekha
Mile hain dilon ke rogi
Apna hi raag alaapen
Shaayad muhabbat hogi
Tere mere dil ka juda hai afsaaana
Haan haan haan haan ho ho ho ho
Ciao ciao bambiyaana
Ishq hai marz puraana
Dil ki dafli pe sab hi
Gaate hain yehi taraana
Ciao ciao bambiyaana
Ishq hai marz puraana
Dil ki dafli pe sab hi
Gaate hain yehi taraana
Ciao ciao bambiyana


Duniya mein jab tak rehna
Gham ko na aane dena
Ban jaana mast kalandar
Jeena to hans ke jeena
Badi badi ankhiyon mein
Aansoo nahin laana
Haan haan haan haan ho ho ho ho
Ciao ciao bambiyaana
Ishq hai marz puraana
Dil ki dafli pe sab hi
Gaate hain yehi taraana
Ciao ciao bambiyaana
Ishq hai marz puraana
Dil ki dafli pe sab hi
Gaate hain yehi taraana
Ciao ciao bambiyaana.