choT lagii kahaan yahaan yahaan vahaan Lyrics - Sridevi | Kumkum | Rajendra Kumar | Kishore Kumar | Asha
1986
Lyrics
chot lagii kahaan
yahaan yahaan vahaan
bataa na sakuun main kahaan
siine men dil hai jahaan
haal meraa puuchh ke jii aap kyaa karenge
zakhm ho to dikhalaa do maraham rakh denge
zakhm aa_e badan pe kahaan
yahaan vahaan
bataa na sakuun main kahaan
jaan ko dekhe nazar vo kahaan
chot lagii kahaan
chot lagii tujhe dard mujhe ho rahaa hai
pyaar ke biij tuu mere man men bo rahaa hai
lagaa chaahat kaa tiir kahaan
yahaan vahaan
bataa na sakuun main kahaan
dard kaa kisane dekhaa nishaan
chot lagii kahaan
baar baar kyuun takaraatii ho tum mujh se
ko_ii to rishtaa hai teraa merii zindagii se
ye takkar le jaa_egii kahaan
yahaan vahaan
bataa na sakuun main kahaan
tirangaa qismat men hogaa jahaan