Chhuta watan hamara song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chitra Bharati. This song was released on 01 Jan 2018.
Besharo ka zamane
Me sahara hai khuda
Dubne walo ki kasti
Ka kinara hai khuda
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara


Usne hi humko di thi
Duniya me badshahat
Usne hi le liye hai
Ye taz ye hakumat
Ye taz ye hakumat
Takdir le rahi hai
Ab imtiha hamara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara


Aaye the hath khali
Jate hai hath khali
Shaho ko de fakiri
Kya shan hai nirali
Kya shan hai nirali
Jis hal me rakhe wo
Humko hai sab gawara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara


Taron ka khajana sab
Rah gaya yahi par
Hatim ki nekiyo ka
Charcha hai is zami par
Charcha hai is zami par
Kya le gaya sikandar
Kya le gaya hai dhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara
Chhuta watan hamara.