Chamki jo bindiya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Siraj Darpan. This song was released on 11 Dec 1981.
Ek do ek do teen char
Thumak thumak dali si lachkat hai kamini
Lahak lahak bindiya me chamkat hai damini
Jhumak jhumak jhumat hai
Dhinak dhinak nachat hai
Palak palak dekhat hai humko bhi sajni
One two one two three four suru


Are chamki zara si jo bindiya hamari
Chamki zara si jo bindiya hamari
Rasta tatol rahi ankhiya tumhari
Maine kaha sajna abhi kya
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Tumse jo takrayi anhkiya hamari
Tumse jo takrayi anhkiya hamari
Gir gir gayi sar se chunri tumhari
O jane ja o dilruba abhi kya
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Abhi kya dekha hai ab dekhoge


Are tere liye ek nayi afat hai or
Afat hai or suno payal meri
Chham chham jo iski ruk jaye to
Ruk jaye o piya dhadkan teri
Halki si ek jo dali najar
Ghunghru idhar teri payal udhar
O jane ja o dilruba abhi kya
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Abhi kya dekha hai ab dekhoge


Ruki jar si jo bindiya hamari
Rasta takoge gayi ankhiya tumhari
Gore gore
Gore gore galo pe itna guman
Itna guman gori achha nahi
Tera ye rup hai barkha ki dhup
Barkha ki dhup ka bharosha nahi
Fir kyu khade ho dil ko sambhal
Fir dekhte ho kyu meri chal
Maine kaha o sajna abhi kya
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Tumse jo takrayi anhkiya hamari
Gir gir gayi sar se chunri tumhari
O jane ja o dilruba abhi kya
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Abhi kya dekha hai ab dekhoge
Abhi kya dekha hai ab dekhoge.