Bhanwar mein meri naiyya song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jagdev Bhambri. This song was released on 01 Jan 2018.
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Main sara jag chhod ke
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya


It ut bhatke dhukhiyari
Thukrayre duniya sari
Tune to jaha ko tara
Kyu na aayi meri bari
Khadi hu hairan ho mere bhagwan
Main jo hari teri bhi har
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya


Daman thama hai tera
Pooja teri jeevan mera
Daman thama hai tera
Duniya hai meri suni
Tera hoga kab tak fera
Rahu na anjan o mere bhagwan
Sunlo sunlo meri pukar
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya.