Barkha Rut Bhi Aaj Lyrics - Janam Janam | Rishi Kapoor | Gulshan Grover | Jagdeep | Anuradha Paudwal | Mohammed Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Barkha rut bhi aaj song is from Janam Janam (1988) and it is sung by Anuradha Paudwal and Mohammed Aziz.It stars Rishi Kapoor, Gulshan Grover, Jagdeep, Aruna Irani in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Ajay Goel, Sunil Goel. This song was released on 09 Sep 1988.
Lyrics
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hain
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hain
Kho nahi jana kho nahi jana raat
Badi tufani hain
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hain
Kho nahi jana rat badi tufani hain
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hain
Dono taraf vahi dil ki lagi hain
Tu bhi kahe kya main bhi kahu kya
Tu bhi kahe kya main bhi kahu kya
Sole ki tum deewar khadi hain
Tum bhi kare kya main bhi karu kya
Tum bhi kare kya main bhi karu kya
Ander aag lagi hain bahar pani hain
Kho nahi jana rat badi tufani hain
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hain
Bahar jo tufa hain vahi
Ab sine ke andar lagta hain ho oo oo
Bahar jo tufa hain vahi
Ab sine ke andar lagta hain
Kal se ni patne ke baad mein ke chunri
Kaisa dar lagta hain dar lagta hain
Janam janam ki raat badi tufani hain
Kho nahi jana kho nahi jaana rat
Badi tufani hain
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hain
Kho nahi jana kho nahi jaana rat
Badi tufani hain.