Banayi Hai Itni Badi Jisne Duniya Lyrics - Shisham | Nutan | Nasir Khan | Gope | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Banayi hai itni badi jisne duniya song is from Shisham (1952) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Nutan, Nasir Khan and Gope in leading roles. This song is penned by Kaif Irfani and composed by Roshanlal Nagrath (Roshan). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Banayi hai itni badi jisne duniya
Use tute dil ka banana na aaya
Banana na aaya
Juda to kiya us ne
Hamako milaakar
Juda kar diya to
Milana na aaya
Milana na aaya
Suna hai ke us ne sitaare banaye
Suna hai ke us ne sitaare banae
Diye saikado aasman par jalaaye
Aasman par jalaaye
Bujha jo hamaara
Chiraag e tamanna
Use ye diyaa to
Jalana na aaya
Jalana na aaya
Ye aaho ke shole
Ye ashqo ki ladiyan
Ye aaho ke shole
Ye ashqo ki ladiyan
Ye roti si aankho mein
Sawan ki jhadiyan
Sawan ki jhadiyaan
Jigar mein lagaa di
Hai ye aag kisane
Ke daaman bhi hamako
Bachana na aaya
Bachana na aaya
Banayi hai itni
Badi jisne duniya
Use tute dil ka
Banana na aaya
Banana na aaya.