Bahut bura hai haal song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit. This song was released on 01 Jan 2018.
Bahut bura hai haal
Tere majboor ka
Kab tutega balam
Fasala dur ka


Bahut bura hai haal
Tere majboor ka
Kab tutega balam
Fasala dur ka


Main tadapu nis din
Hay chain nahi aaye
Jiya hai bhari
Dil me aag lagaye
Badariya kari


Main tadapu nis din
Hay chain nahi aaye
Jiya hai bhari
Dil me aag lagaye
Badariya kari


Piya sanvare
Diya hai mujh ko
Badala kaun kusur ka
Kab tutega balam
Fasala dur ka


Bahut bura hai haal
Tere majboor ka
Kab tutega balam
Fasala dur ka


Uthaun kab tak gham
Ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati
Hai din raat
Aankh ki mina


Uthaun kab tak gham
Ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati
Hai din raat
Aankh ki mina


Dil ka sauda kar saudagar
Mausam nahi gurur ka
Kab tutega balam
Fasala dur ka.