Dil ki pareshaaniya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit. This song was released on 01 Jan 2018.
dil ki pareshaniya ishq ki veeraniya
koun sunegaa meri dard bhari daastaan
dard bhari daastaan

dil ko mere tod ke saath meraa chhod ke
tune to sab paa liyaa mein ne gawayan jahaan
dard bhari daastaan

dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai
dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai
tu hi bata de mujhe mein hun kahan tu kahan
mein hun kahan tu kahan dard bhari daastaan

dil ki pareshaniya ishq ki veeraniya
koun sunegaa meri dard bhari daastaan
dard bhari daastaan

teri nazar kyaa phiri phir gaee taqdeer bhi
teri nazar kyaa phiri phir gaee taqdeer bhi
rone lagee zindagi hansne lagaa aasmaan
hans ne lagaa aasmaan dard bhari daastaan