Badi Door Se Lyrics - Jay-Vejay: Part - Ii | Lalita Pawar | Veena | Jagdeep | Aziz Nazan | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Badi door se song is from Jay-Vejay: Part - II (1977) and it is sung by Aziz Nazan and Mohammed Rafi.It stars Lalita Pawar, Veena, Jagdeep, Reena Roy in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Rajesh Roshan. It is produced by L.V. Prasad. This song was released on 07 Apr 1977.
Lyrics
Deewane ko kuch aaj pana to hai
Hisab apne dil ka chukana to hai
Deewane ko kuch aaj pana to hai
Hisab apne dil ka chukana to hai
Nazar tumse aaj milana to hai
Badi dur se badi dur se
Ha badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga
Badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga
Badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga
Nahi aa kar ha ha nahi aa kar
Aahe nahi aakar phir hume
Apne hatho se parda uthana hoga
Badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga
Meri tano se parde kanp ke gir jate hai
Mere nagmo pe dilbar dodh ke chale aate hai
Jiske sangit ka ghayal hai zamana
Is deewane ko tune haye tune na samjha na jana
Bhala tu kya gaye magar kuch ho to zidd hai
Gala hai kawe jaisa surile pan ki had hai
Aaj mosam bsanti hai to maza aaj hoga
Kon mosam ka panchhi hai fesala aaj hoga
Jani kawa ho, jani kawa ho tum ya koyal ho
Humko boli sunana hoga
Badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga
Kya kiya jaye zamana hi kuch aisa hai
Chhod aag ko mahal me tu baitha hai
Na ho aisa ke rang badal jaye
Yahi mehfil kahi tujhpe na kayamat dhaye
Lo to phir aa gaye hum aa gaye chha gaye hum
Waqt hai jag ja tu ab kahi bhag ja tu
Dekhe nahi koi mukhada chhupao
Dekhe nahi koi mukhada chhupao
Kahi more raja pakde na jao
Kahi more raja pakde na jao
Bahut banaya ab na banao
Bahut banaya ab na banao
Shakal hai teri jaise koi sukha chukandar
Jo aa hai sar pe baitha jaise dali pe bandar
Apni maddari ko bekari bana kyu chhupaya hai
Raz bhi duje ka hai taz bhi pehnaya hai
Raz bhi mera hai ye taz bhi mera hai ye
Saz bhi mera hai ye taz bhi mera hai ye
Bhag ja lekar apni dolki me ghodi ko
Lag gaye ab hath tere jin ghodi ko
Pyar ki bat jo bolega pyar ko jit lega
Jo kala dikhlayega wo mehfil ko lut lega
Kala dikhlayega kala dikhlayega
Jab diwana pichhe pichhe zamana hoga
Badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga
Badi dur se chal kar aaye hai
Tumhe jalwa dikhana hoga.