Baazi song is from and it is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

(Amanat Ali sings..)

Kismat ki ye baazi hai
Hum ko hai barhty hi jaana
Ho hum ne khud se sekha hai
Manzil ko kaise hai paana

Paana hai abb sab hi
Ye lagan hai laagi
To aajaye ab dam hai
Ye bazi hai meri

Ab roky ga kiya koi hum ko
Aagy barhty jana hai
Ankhon mein ye ankhein hain
Bas larty jana hai
Jab himat hai sapna hai
To marein gye maidaan

Abb sab ko hi le jayenge
Ban kar aik toofan
Jeetain ge Pakistan
Har jaga har maidaan
Jeetain ge Pakistan
Har jaga har maidaan

Ankhon mein tere aise khawab sajaon
Duniya ke aage tera naam main laun
Tere hi jazbe hai teri ragon mein
Teri zameen pe aasman ye sajaon

Tere hain ham sab hi
Aye gham kyun kabhi
To aajeye dam hai to
Ye baazi hai meri

Ab roky ga kiya koi hum ko
Aage barhty jana hai

Ankhon mein ye ankhein hain
Bas larty jana hai
Jab himat hai sapna hai
To marein gye medan

Ab sab ko hi le jayenge
Ban kar aik tufan
Jeetain ge Pakistan
Har jaga har maidaan
Jeetain ge Pakistan
Har jaga har maidaan

Ho ho hoo hoo...

Ho ikk teri jeet dua hai lab pe
Sab ke hath uthay hai
Teri shan ko barhty dekhein
Sab ke nain bichy hai

Hum Pakistan, sab Pakistan
Meri dharti pe raiban
To aajaye ab dum hai
Ye baazi hai meri

Ab roky ga kiya koi hum ko
Aagy barhty jana hai
Ankhon mein ye ankhein hain
Bas larty jana hai
Jab himat hai sapna hai
To marein gy medan
Ab sab ko hi le jaen ge
Ban kar aik tufan

Jeetain ge Pakistan
Har jaga har maidaan
Jeetain ge Pakistan
Har jaga har maidaan