Apne baahon mein Mujko sametein huye Apne baahon mein Mujko sametein huye Tann se anchal ki surat lapete huye Geele bistar pe sardi mein lete huye
Geele bistar pe sardi mein lete huye
Subah hone se pe kuch der soti hai maa Aisi hoti hai maa
Aasmanon se pariya bhulati hai woh Thapiya deke lori sunati hai woh Chanda mama ka chehara dekhati hai woh Phool mamta ke yun bhi piroti hai Maa Aisi hoti hai maa
Aisi hoti hai maa, aisi hoti hai maa Aisi hoti hai maa, aisi hoti hai maa..