Teri yaan song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 14 Feb 2009.
Teri yaadion mein ghoom the
Tum na the phir bhi tum the
Ansuyon mein chhupe the
Ek gham ki tarhan


Saath mere roke the
Chand lamhe hasin se
Bhul ke tum gai jo
Ek pal ki tarah


Teriyaan ve mein teriyaan ve
Teri aasa laiyan hun aa bhi jaa
Naa de dard-e-judaiyain
Teriyaan ve mein teriyaan ve
Teri aasa laiyan hun aa bhi jaa
Naa de dard-e-judaiyain


Aa ke phir roklo
Tum meri raat ko
Dhadkano mein chhupi
Dard ki baat ko
Rooz aye subha aye na parkarar
Keh rahe hain yeh pal
Aa bhi jaa ek baar
Aa bhi jaa
Naa sataa doorion ko mita
Tujhse hi bas yehi iltajaa


Teriyaan ve mein teriyaan ve
Teri aasa laiyan hun aa bhi jaa
Naa de dard-e-judaiyain
Teriyaan ve mein teriyaan ve
Teri aasa laiyan hun aa bhi jaa
Naa de dard-e-judaiyain


Dooriyon ke siwa
Kuchh na baki rahan
Sang hai bas tere
Dard ka asra
Dhoondhta hoon tujhe hoke dard ba darr
Tu na jaane teri piyaas hai kis ka dar
Zindagi yeh meri ban gai hai saza
Bin tere main jiyun kis tarah


Teriyaan ve mein teriyaan ve
Teri aasa laiyan hun aa bhi jaa
Naa de dard-e-judaiyain
Teriyaan ve mein teriyaan ve
Teri aasa laiyan hun aa bhi jaa
Naa de dard-e-judaiyain.