Raha Jaye Na Lyrics - Amanat Ali

2009

Lyrics

Bin tere raha jaye na
Raha jaye na
Bin tere raha jaye na
Raha jaye na
Paheli yeh kaisi khadi hai
Yeh jeevan ki kaisi ghadi hai
Saha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na

Khamoshinyo mein doobi
Yeh baatein hain meri
Veeranino mein simti raatein hain meri
Aansho bhare in palo ko
Lahoo mein in doobe gumo ko
Saha jayena
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na

Khwaabo bhari yeh duniya meri sajadi
Mangu main rab se
Mujhe mera khuda de
Tujhi se hain meri khudai
Sanhu kaise teri judai
Kahan jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na

Bin tere na raha jaye na
Raha jaye na
Paheli kaisi khadi hai
Yeh jeevan ki kaisi ghadi hai
Saha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na
Raha jaye na.