Are Fashion Ki Diwani Lyrics - Adhikar | Ashok Kumar | Nanda | Deb Mukherjee | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Are fashion ki diwani song is from Adhikar (1971) and it is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey).It stars Ashok Kumar, Nanda and Deb Mukherjee in leading roles. This song is penned by Ramesh Pant and composed by Rahul Dev Burman. It is produced by S. Noor. This song was released on 28 Apr 1971.
Lyrics
Are fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Bolo bolo bolo bolo bolo na
Fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Kano tak baal kata ke
Paudar se gal saza ke
Achhi khasi surat ka
Rakha ye hal bana ke
Kano tak baal kata ke
Paudar se gal saza ke
Achhi khasi surat ka
Rakha ye hal bana ke
Hath hai sune matha
Naga aankhe surmedani
Are fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Bolo bolo bolo bolo bolo na
Fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Tauba tauba ye beauty
Nakli hai bilkul jhuti
Inse ki jinse shadi
Uski to kismat phuti
Tauba tauba ye beauty
Nakli hai bilkul jhuti
Inse ki jinse shadi
Uski to kismat phuti
Dur se inko tata karna
Agar ho jaan bachani
Fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Bolo bolo bolo bolo bolo na
Fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Ek din is desh me nari
Samjhi jati thi devi
Hoke ab bis baras ki ye
Kahlati hai baby
Ek din is desh me nari
Samjhi jati thi devi
Hoke ab bis baras ki
Ye kahlati hai baby
Baby hai par nakal videshi
Ye kaisi hai rani
Fashion ki deewani ye
Gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani
Bolo bolo bolo bolo bolo na
Fashion ki deewani
Ye gudiye hai japani
Are kaun kahega bolo
Inko ladki hindustani.