Apni ada sabse juda song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Apni ada sabse juda
Sabse alag apna raasta
Apni ada sabse juda
Sabse alag apna raasta
Is zameen ham le aayenge
Chaand taaro bhara aasman
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Apni ada sabse juda
Sabse alag apna raasta


Duniya ki parwah ahmko nahi
Le jaaye dil ab chahe kahi
Apna hai yaaro sara jaha
Apni zameen apna aasman
Duniya ki parwah ahmko nahi
Le jaaye dil ab chahe kahi
Apna hai yaaro sara jaha
Apni zameen apna aasman
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Apni ada sabse juda
Sabse alag apna raasta


Kab hoga kya hamne socha nahi
Is zindagi ka bharosa nahi
Dil jo bhi chahe wo karte hai ham
Anjaam kuhh ho nahi koi gham
Kab hoga kya hamne socha nahi
Is zindagi ka bharosa nahi
Dil jo bhi chahe wo karte hai ham
Anjaam kuhh ho nahi koi gham
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Apni ada sabse juda
Sabse alag apna raasta
Apni ada sabse juda
Sabse alag apna raasta
Is zameen ham le aayenge
Chaand taaro bhara aasman
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Masti mein ham hai mastane.