Albela main ek dilwala bada song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Albela main ek dilwala
Bada hu matwala
Zamane se nirala
Albela main ek dilwala
Bada hu matwala
Zamane se nirala albela


Raat ho ya din mujhe
Kya mast main hardum
Khel samjhu zindagi ko
Kya khushi kya gham
Raat ho ya din mujhe
Kya mast main hardum
Khel samjhu zindagi ko
Kya khushi kya gham
Mana garib hu fii bhi azib hu
Dil ka amir hu tara ram
Albela main ek dilwala
Bada hu matwala
Zamane se nirala albela


Meri nagri man ki
Duniya cheez kya hai tan
Phool ho ya chand tare
Hai mye mera dhan
Meri nagri man ki
Duniya cheez kya hai tan
Phool ho ya chand tare
Hai mye mera dhan
Khana kahabar hu
Fir bhi mai apna
Apne aap jawab hu
Albela main ek dilwala
Bada hu matwala
Zamane se nirala albela


Aaj ka din zindagi
Hai maut ka din kal
Lag raha hai chal chala o
Tu bhi pyare chal
Aaj ka din zindagi
Hai maut ka din kal
Lag raha hai chal chala o
Tu bhi pyare chal
Mele mein ghum ja
Diwane ghum na
Phoolo ko chum ja
Albela main ek dilwala
Bada hu matwala
Zamane se nirala albela.