Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki Lyrics - Basant | Pran | Shammi Kapoor | Nutan | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aji ulfat ko khushiyon ki song is from Basant (1960) and it is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and Shiv Dayal Batish.It stars Pran, Shammi Kapoor, Nutan and Minu Mumtaz in leading roles. This song is penned by Qamar Jalalabadi and composed by Omkar Prasad Nayyar. It is produced by Bibhuti Mitra. This song was released on 07 Apr 1960.
Lyrics
Aji ulfat to khusiyo ki
Kahani kon kahta hai
Hasino ke sitam ko
Meharbani kon kahta hai
Are ja ja
Gajab hai kahar hai
Tufan hai afat hai
Hasino ki jawani ko
Jawani kon kahta hai
Are humne unke samne
Pahle to khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya
Humne unke samne pahle
To khanjar rahk diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh rakh diya sar rakh diya
Maine jab puchha meri jan
Sakal hai kaisi meri
Walla kya sakal payi hai
Maine jab puchha meri jan
Sakal hai kaisi meri
Are bewafa ne samne
Are bewafa ne samne
Lakar tamatar rakh diya
Bewafa ne samne lakar
Tamatar rakh diya
Humne unke samne
Pahle to khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya
Apne aashik ko meri jan
Tune pahchana nahi
Apne aashik ko meri jan
Tune pahchana nahi
Are ek din me pyar ka haye
Ek din me pyar ka naksha
Badal kar rakh diya
Ek din me pyar ka naksha
Badal kar rakh diya
Humne unke samne pahle
To khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya
Hamse sikwa kisliye
Duniya se sikwa kijiye
Hamse sikwa kisliye
Duniya se sikwa kijiye
Are jisne apne darmaya haye
Jisne apne darmaya lakar
Mukaddar rakh diya
Jisne apne darmaya lakar
Mukaddar rakh diya
Humne unke samne pahle
To khanjar rakh diya
Fir kaleja rakh diya
Dil rakh diya sar rakh diya.