ae nargise mastana, bas itni shikayat haibas itni shikayat haisamjha hame begana, bas itni shikayat haibas itni shikayat hai, ae nargise mastanahar raah par katraye, har mod par ghabrayemuh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aayemuh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aayeo humko nahi pehchana, bas itni shikayat haibas itni shikayat hai, ae nargise mastanaho jaate ho marham bhi, ban jaate ho hamdam bhiae sakhiye maikhana, shola bhi ho shabnam bhi
ae sakhiye maikhana, shola bhi ho shabnam bhio khali mera paimana, bas itni shikayat haibas itni shikayat hai, ae nargise mastanahar rang kayamat hai, har dang shararat haidil todke chal dena, ye husn ki aadat haidil todke chal dena, ye husn ki aadat haio aata nahi behlaana, bas itni shikayat haibas itni shikayat haiae nargise mastana, bas itni shikayat haibas itni shikayat haisamjha hame begana, bas itni shikayat haibas itni shikayat hai, ae nargise mastana