Ab kyu man dhunde song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab kyu man dhunde
Prem nadi ka kinara
Doobne wala doob chuka jab
Doobne wala doob chuka jab
Kya tinke ka sahara
Kya tinke ka sahara
Ab kyu man dhunde
Prem nadi ka kinara


Apno se bhi jhooth ka saya
Sabko dushman paya
Apno se bhi jhooth ka saya
Sabko dushman paya
Ham jiye to dukhi duniya mein
Koi hua na hamara
Hum jiye to dukhi duniya mein
Koi hua na hamara


Kyu man dhunde
Prem nadi ka kinara
Doobne wala doob chuka jab
Doobne wala doob chuka jab
Kya tinke ka sahara
Kya tinke ka sahara.