Ye Mere Hai Lyrics - Ratnavali | Mumtaz | Pran | Lalita Pawar | Naseem Akhtar | Surendra
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ye mere hai song is from Ratnavali (1945) and it is sung by Naseem Akhtar and Surendra.It stars Mumtaz, Pran, Lalita Pawar, Shyam in leading roles. This song is penned by Brajendra Gaud and composed by Govind Ram. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ye mere hai
Ye mere hai main inki hoon
Ye mere hai main inki hoon
Kaisa ye chitar bana ya hai
Maine inko tan mann jeevan mein
Rom rom mein paya hai
Maine inko tan mann jeevan mein
Rom rom mein paya hai
Mere prano mein bar bar
Khil uthta hai arman naya
Mere prano mein bar bar
Khil uthta hai arman naya
Main jan gaya main maan gaya
Kya jan gaye kya mann gaye
Kis aur tumhara dhyan gaya
Jo chhupa rahe the tum mujhse
Wo bhed aaj main jan gaya
Jo chhupa rahe the tum mujhse
Wo bhed aaj main jan gaya
Tumne to mann ke rango se
Tumne to mann ke rango se
Pritam ka chitar banaya hai
Tumne to mann ke rango se
Pritam ka chitar banaya hai
Maine ras bhari umango se
Sajan ka chitar sajaya hai
Maine ras bhari umango se
Sajan ka chitar sajaya hai
Bas gaya tumhre naino mein
Ye bhavo ka maidan naya
Main jan gaya main maan gaya
Main dekh raha hoon jaise jaise
Chitar pura hota hai
Main dekh raha hoon jaise jaise
Chitar pura hota hai
Samjhane par bhi bar bar
Mera mann dhiraj khota hai
Samjhane par bhi bar bar
Mera mann dhiraj khota hai
Tum bhula na dena kahi mujhe
Tum daya ho bhagwan naya
Main jan gaya main maan gaya.