Aaye Hai Wo Mazaar Pe Lyrics - Saajan Ki Saheli | Rekha | Shammi Kapoor | Anil Dhawan | Mahendra Kapoor | Suresh Wadkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaye hai wo mazaar pe song is from Saajan Ki Saheli (1981) and it is sung by Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar and Usha Khanna.It stars Rekha, Shammi Kapoor, Anil Dhawan, Nutan in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Usha Khanna. It is produced by Sawan Kumar Tak. This song was released on 30 Jan 1981.
Lyrics
Marne ke bad hamari yad me
Aasu bahate hai
Nawazish hai ye unki aaj wo
Do gul chadate hai
Majare ishk to kato ke bhi
Kabil nahi hota
Allah wo sar khole hamari
Kabar pe diwana war aaye
Are isi ko maut
Kahte hai to ya rabb
Bar bar aaye
Ke aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Mujhse nasib ache hai
Are mujhse nasib ache hai
Mere mazar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai aaye hai
Are aaye hai aaye hai
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Ab to wo bhi ishk ke
Mare najar aane lage
Are unki bhi najar ud gayi
Tare najar aane lagi
Are dil pareshan
Are aankh bira
Ha ha julf marham lab khamosh
Ab to wo kuch or bhi
Pyare najar aane lage
Aake hamari kabar pe tune
Jo muskura diya
Bijli chamak ke gir padi
Sara kafan jala diya
Chain se so raha tha mai
Chain se so raha tha mai
Odhe kagan mazar me
Or yaha bhi satane aa gaye
Kisne pata bata diya
Yaha bhi satane aa gaye
Kisne pata bata diya
Are aaye hai aaye hai
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Mujhse nasib ache hai
Are mujhse nasib ache hai
Mere mazar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Bijli giri kabhi sayyad aa gaya
Hamne to char din
Bhi na dekhe bahar ke
Hamne to char din
Bhi na dekhe bahar ke
Sayyad tere hukme
rihai ka sukariya
Hum to kapas me
Kat chuke din bahar ke
Hum to kapas me
Kat chuke din bahar ke
Hum to kapas me
Kat chuke din bahar ke
Are wada wo kar gaye the
Suno mujhse sham ka
Are wada wo kar gaye the
Suno mujhse sham ka
To kaise katenge char pahar
Intzar ke
To kaise katenge char pahar
Intzar ke
To kaise katenge char pahar
Intzar ke
Kiya tha wada ke aayenge
Wo charag jale
Tamam rat charago
Se dil ke dag jale
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ke haye ke haye
Kaise kate umariya
Aas hi aas me biti jaye
Hamre nayan darsh bin tarse
Tum bin balam kachu na suhaye
Tori preet ke karan mujhse
Ruthe apne paraye
Sab ruthe ek tum ruthiyo
Tum ruthio to gazab ho jaye re
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ha dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada.