Aawan ankhiyan jawan ankhiyan song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anjum Rizvi. This song was released on 18 Aug 2006.
Iss duniya ka sang na chahu
Na main jhumka kangan na chahu
Jaise bhi ho jitna bhi ho
Rang piya ke rangna chahu
Rang piya ke rangna chahu


Aa mil aa mil….
Aa mil aa mil….
Aa mil aa mil….
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere saawan ankhiyan
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere saawan ankhiyan
Aa mil aa mil….
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere saawan ankhiyan


Jabse piya ke saath lagi hain
Saari saari raat jagi hain
Jabse piya ke saath lagi hain
Saari saari raat jagi hain
Piya ko dhunde piya ko chahe
Piya milan ki dekhe raahen
Piya ko dhunde piya ko chahe
Piya milan ki dekhe raahen
Raahen raahen
Jogan ankhiyan
Jogan ankhiyan
Dard-e-judaai bhogan ankhiyan
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere saawan ankhiyan


Baanwri mujhko kehte piya ji
Gaanv ko jab se chhod diya ji
Baanwri mujhko kehte piya ji
Gaanv ko jab se chhod diya ji
Piya milan ki aas mein nikli
Safal jawani mom si pighli
Piya milan ki aas mein nikli
Safal jawani mom si pighli
Pighli, pighli
Jaagan ankhiyan
Sowan ankhiyan
Yaad mein teri rowan ankhiyan
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere ankhiyan
Aa mil aa mil….
Aa mil aa mil….
Aa mil aa mil….
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere saawan ankhiyan
Aawan ankhiyan
Jaawan aankhiyan
Hijra mein tere saawan ankhiyan.