Belibaas karde song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vashu Bhagnani. This song was released on 17 Jun 2005.
Chahat ki gujarish hain
Aankhon main pyaas bhar de
Mere dil ke jasbadon ko
Tu belibaas kar de re
Tu belibaas kar de
Chahat ki gujarish hain
Aankhon main pyaas bhar de
Mere dil ke jasbadon ko
Tu belibaas kar de re
Tu belibaas kar de
Chahat ki gujarish hain
Aankhon main pyaas bhar de


Main dubi hu tere deewanepan main
Na hain karaar ek lamha yaar
Shola sa hain dhadkan main
Kyon dard sa hain mere mann main
Tu hain sukun tu hain junoon
Rehna hain tere daman main
Saanson ki tamanna hain
Saanson main saans bhar de
Mere dil ke jasbadon ko
Tu belibaas kar de re
Tu belibaas kar de
Chahat ki gujarish hain
Aankhon main pyaas bhar de


Aa toot ke mujh main bikhar ja
Tu meri jaan tu dastaan
Jaan main meri tu utar ja
Aa shaanon main aake tu thehar ja
Mere jahaan meri baat maan
Ishq main hadh se gujar ja
Bechaini ka aalam hain
Khushbuyein khas bhar de
Mere dil ke jasbadon ko
Tu belibaas kar de re
Tu belibaas kar de
Chahat ki gujarish hain
Aankhon main pyaas bhar de
Mere dil ke jasbadon ko
Tu belibaas kar de re
Tu belibaas kar de
Chahat ki gujarish hain
Aankhon main pyaas bhar de.