Aao Jannat Mein Lyrics - Sheen | Raj Babbar | Tarun Arora | Sheen | Kumar Sanu | Mohammed Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aao jannat mein song is from Sheen (2004) and it is sung by Kumar Sanu, Mohammed Aziz, Neerja Pandit, Shreya Ghoshal.It stars Raj Babbar, Tarun Arora and Sheen in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. It is produced by Ashok Pandit. This song was released on 05 Jul 2005.
Lyrics
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Na rahi apni zami na raha apna maka
Aise logo ko bata jaye to jaye kaha
Kaise hoga bhala in sab ka gujara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Bahte ashko ki panaho mein sisakti aahe
Apne bacho se juda hoke bilakhati maaye
Kisne chhina hai budhapo ka sahara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Ab chinaro se bhi chikho ki sada aati hai
Jism to jism hai ab ruh kaap jati hai
Kaise insan ne insan ko mara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Kaise insan se insan ko mara dekho
Kaise insan ne insan ko mara dekho
Kaise insan ne insan ko mara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Begunaho ke kalejo pe sitamgar ke
Sitam ab to dam tod chuke
Deeno dharam rahmo karam
Ye watan kaise chand logo se hara dekho
Ye watan kaise chand logo se hara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Apni saanso mein jo toofan chhupa rakhe hai
Jalte sino mein jo barud daba rakhe hai
Aise bacho ka kis taraf hai ishara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Aao jannat mein jahanam ka nazara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Kis tarah barf se uthta hai sarara dekho
Mulk aazaad karo mulk aazaad karo
Mulk aazaad karo mulk aazaad karo
Mulk aazaad karo mulk aazaad karo.