Sahara Chahiye Sarkar Jindagi Ke Liye Lyrics - Sheen | Saeed Sabri | Amin Sabri
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sahara chahiye sarkar jindagi ke liye song is from Sheen (2004) and it is sung by Saeed Sabri, Amin Sabri and Farid Sabri.It stars Raj Babbar, Tarun Arora and Sheen in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. It is produced by Ashok Pandit. This song was released on 05 Jul 2005.
Lyrics
karam karam sahebat ha tumhe pukara hai
karam karam sahebat ha tumhe pukara hai
khuda ke bad hame aapka sahara hai
sahara chahiye sarkar jindagi ke liye
sahara chahiye ha ha sahara chahiye
sahara chahiye sarkar jindagi ke liye
sahara chahiye ab to sahara chahiye
sahara sahara
sahara chahiye sarkar jindagi ke liye
tadap raha hu tadap raha hu
tadap raha hu madine ki haazri ke liye
tadap raha aaka tadap raha hu
tadap raha hu tadap raha hu
tadap raha hu madine ki hazri ke liye
tadap raha hu
daure fiza ke hatho barbad gulishta hai
har ek sakhe gul par bijli ka aashiya hai
ahle chaman khafa hai na raz bagba hai
gulshan ka patta patta apna vudue ja hai
hai kashmaksh me aaka ye jane na tabah hai
haye bekasho ke wali is waqt tu kaha hai
karam ho ham pe aaka karam ho ham pe
karam ho ham pe
habibe khuda khuda ke liye
yaha se leke waha tak tumhi to malik ho
yaha se leke ha yaha se leke yaha se leke aaka
tumhi to malik ho aaka tum hi malik ho
yaha se leke waha tak tumhi to malik ho
ye kaaynat ye kaynad
ye kaaynat bani hai mere nabi ke liye
ye kaaynat ha ha ye kaynad ye kaynad bani
ye kaaynat bani hai mere nabi ke liye
nahi hai husne amal pas aasuo ke siwa
nahi hai husne amal nahi hai husn
nahi hai husne amal nahi hai
nahi hai husne amal paas aasuo ke siwa
chala hu leke ye moti jare nabi ke liye
mere to aaphi sab kuch hai rahmate aalam
mai jee raha hu mai je raha hu
amane me aaphi ke liye mai jee raha hu
he aaka mai jee raha hu
mai jee raha hu oho mai jee raha hu
mai jee raha hu
kisi pe julm ki hath wo uth nahi sakte
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
jo hath uth ha jo hath uth rahe
jo hath uth aahe jo hath uth rahe
jo hath uthte jo hath uthte rahe
jo hath uthte rahe aaka mere ha
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
jo hath uth
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
haye haye
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liy
sahara chahiye sarkar jindagi ke liye
tadap raha he aaka tadap raha
mai to tadap raha aaka tadap raha
aaka tadap raha aaka tadap raha
tadap raha hu madine ki haazri ke liye