Aaja Mere Pyar Aaja Lyrics - Randhir Kapoor | Shashi Kapoor | Zeenat Aman | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

1978

Lyrics

Aaja mere pyar aaja
Dekh aise na sata
Ab to raha nahi jaye
Aaja aaja aa mere gale se lag ja
Papa
Aaja mere pyar aaja dekh ab na sata
Ab to raha nahi jaye
Aaja aaja aa mere gale se lag ja
Papa

Hai suni tere bin jiwan ki dagar
Tham le meri bahe mere humsafar
Hai suni tere bin jiwan ki dagar
Tham le meri bahe mere humsafar
Aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
Ab to raha nahi jaye
Aaja aaja aa mere gale se lag ja
Papa

Aankho ki tamanna ye hai jane ja
Dekhu pahle tujhko fir sara jaha
Aankho ki tamanna ye hai jane ja
Dekhu pahle tujhko fir sara jaha
Aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
Ab to raha nahi jayej
Aaja aaja aa mere gale se lag ja
Papa
Aaja aaja aa mere gale se lag ja
Papa.