Aaja aaja nadiya kinare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Minerva. This song was released on 31 Dec 1956.
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare


Tere man ko man ka mit mila
Tere bhag se badh kar bhag nahi
Tere man ko man ka mit mila
Tere bhag se badh kar bhag nahi
Kal tak dar tha in aahon se
Kal tak dar tha in aahon se
Lag jae na jag me aag kahi
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare


Hans kar ye suhani raat kahe
Kal sham ke vaade pure kar
Dil ne tere dukh dard sahe
Dil ne tere dukh dard sahe
Tu dil ke irade pure kar
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare


Bahte aansu bah jane de
Kuchh kho kar hi kuchh milta hai
Bahte aansu bah jane de
Kuchh kho kar hi kuchh milta hai
Ik phul kahin murjhata hai
Ik phul kahi par khilta hai
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare.