LyricsTashan

Aaj Mit Jayenge Lyrics - Dilruba Tangewali | Pran | Rajendra Nath | Chand Usmani | Anuradha Paudwal | Mohammed Aziz

in Movies

Watch the Video

Song Information

Aaj mit jayenge song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1987.

Lyrics

Khuda ko jab shama ki
Zindagi manzoor hoti hain
To tufanak aa jayeh bacha
Sakta hai kon usko
Aaj mit jayehnge
Aaj mit jayehnge khud
Humko mitane wale
Aaj mit jayehnge khud
Humko mitane wale
Aaj mit jayehnge khud
Humko mitane wale
Aaj mit jayehnge khud
Umko mitane wale
Mitane wale mitane wale
Rakh ho jayehnge yeh aaha
Rakh ho jayehnge
Yeh aag lagane wale
Rakh ho jayehnge
Yeh aag lagane wale
Rakh ho jayehnge
Yeh aag lagane wale
Aaj mit jayehnge


Hosh mein rahna zara
Hosh mein rahna
Zara josh mein aane wale
Hosh mein rahna
Zara josh mein aane wale
Hosh mein rahna
Zara josh mein aane wale
Hosh mein rahna
Ara josh mein aane wale
Josh mein aane
Wale aane wale
Tum nahin aaj mere
Tum nahin aaj mere
Hath se jane wale
Tum nahin aaj mere
Hath se jane wale
Tum nahin aaj mere
Hath se jane wale
Hosh mein rahna zara


Jo garjte hain barste
Nahin dekha unko
Jo garjte hain barste
Nahin dekha unko
Jo garjte hain barste
Nahin dekha unko
Dant khane ke nahin aaha
Dant khane ke nahinn hain
Yeh dikhane wale
Dant khane ke nahinn hain
Yeh dikhane wale
Dant khane ke nahinn hain
Yeh dikhane wale
Jo garjte hai barste
Nahin dekha unko
Jo garjte hain garjte hain garjte hain
Baraste hain jo garjte hain


Mujhpe bate na bana
Rang mujhpe na zama
Kya hai aukat teri
Kuch nahin jat teri
Tujhko mai jan gayi
Kya hai pehchan gayi
Na khud ko sher kahla
Tu to lagta hai chuha
Jo bahut bhonkte hain
Wo nahin katte hain
Budhjali ke rah chalan
Chudiya jake pehan
Budhjali ke rah chalan
Chudiya jake pehan
Jo garjte hain barste hain
Garjte hain ha
Jo garjte hain
Barste nahin dekha unko
Dant khane ke nahin aaha
Dant khane ke nahinn hain
Yeh dikhane wale
Dant khane ke nahinn hain
Yeh dikhane wale
Dant khane ke nahinn hain
Yeh dikhane wale
Aaj mit jayehnge


Aaj hum unke nishane ka
Asar dekhenge
Aaj hum unke nishane ka
Asar dekhenge
Aaj hum unke nishane ka
Asar dekhenge
Teer phenke to sahi aaha
Teer phenke to sahi
Teer chalane wale
Teer phenke to sahi
Teer chalane wale
Teer phenke to sahi
Teer chalane wale
Aaj hum unke nishane ka
Asar dekhenge
Ha ha asar dekhenge
Ha dekhenge
Nishane ka asar
Dekhenge aaj hum unke
Yeh mana ke tum nigaho se
Nishana bandh lete ho
Adao se tum apne
Aashiqo ko mar dete ho
Magar yeh teer andazi ke
Zohar ka dikhayehnge
Kalayi inki najuk hain
Yeh khanjar kya uthayehnge


Yeh aanchla ko sambhalege
Ke khanjar ko sambhalege
Yeh zulfo ko sawarege ke
Teero ko chalayehnge
Uthana hath mein talwar hain
Yeh shan mardo ki
Tu aurat hai zaroorat hain
Tujhe jewar ki pardo ki
Tu aurat hain zaroorat hain
Tujhe jewar ki pardo ki
Aaj hum unke nishane
Ka asar dekhenge
Ha ha asar dekhenge
Ha dekhenge
Nishane ka asar
Dekhenge aaj hum unke
Aaj hum unke nishane ka
Asar dekhenge
Teer phenke to sahi aaha
Teer phenke to sahi
Teer chalane wale
Teer phenke to sahi
Teer chalane wale
Teer phenke to sahi
Teer chalane wale
Hosh mein rahna
Zara josh mein aane wale
Aaj mit jayehnge
Khud humko mitane wale
Tum nahin aaj mere
Hath se jane wale
Rakh ho jayehnge
Yeh aag lagane wale
Hosh mein rahna zara.

Related Songs

More songs from Dilruba Tangewali (1987)
More songs of Pran
More songs of Rajendra Nath
More songs of Chand Usmani
More songs of Anuradha Paudwal
More songs of Mohammed Aziz