Aaj Hans Hans Ke Do Lyrics - Main Kya Karun | Suraiya | Shah Nawaz | Hamida Banu | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaj hans hans ke do song is from Main Kya Karun (1945) and it is sung by Hamida Banu and Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).It stars Suraiya and Shah Nawaz in leading roles. This song is penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) and composed by Neenu Majumdar. This song was released on 01 Jan 1945.
Lyrics
Aaaa aaaa aaaa
Aaa aa aaa
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Aankhon aankhon mein
Ho gaye hain laakhon ishaare
Aankhon aankhon mein
Ho gaye hain laakhon ishaare ae
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Chhote se dil mein
Laakhon thhe armaan
Chhote se dil mein
Laakhon thhe armaan
Haaye haaye chhote se
Dil mein laakhon thhe armaan
Ik tamanna thhi
Ho wo meharbaan
Ik tamanna thhi
Ho wo meharbaan
Haaye haaye ik tamanna
Thhi ho wo meharbaan
Phir to kat jaayenge dil
Bas unke sahaare
Phir to kat jaayenge dil
Bas unke sahaare ae
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Pyaar ke din
Jawaani ki ratiyaan
Pyaar ke din
Jawaani ki ratiyaan
Rang bhari hongi
Aapas ki batiyaan
Rang bhari hongi
Aapas ki batiyaan
Door jungle mein
Nadiyaa kinaare
Door jungle mein
Nadiyaa kinaare
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare
Aaj hans hans ke
Aaj hans hans ke
Do do baaten ki hain
Sanam ne hamaare.